Gareeb Poetry in Urdu is beautifully captures the struggles of the poor with heart and emotion. These soulful verses blend sad Poetry love and hardship, painting vivid pictures of longing and despair. Perfect for those seeking deep emotional expression, gareeb poetry in Urdu resonates with anyone who has faced life’s cruel challenges and unfulfilled desires
Table of Contents
Gareeb poetry in Urdu
Gareeb poetry in Urdu and poor poetry in Urdu text highlight financial struggles and social injustice. This majboori ghareeb poetry in Urdu becomes a voice for the oppressed, where even love is overshadowed by the harshness of deprivation and despair.

Urdu:
ذلیل کر کے جس فقیر کو تم نے رخصت کیا تھا
وہ بھیک مانگنے نہیں تجھے دیکھنے ایا تھا💔😖
Roman Urdu:
Zaleel kar ke jis faqeer ko tum ne rukhsat kiya tha
Woh bheek maangne nahi, tujhe dekhne aaya tha 💔😖
Urdu:
جب سونے کے کنگن میسر ہوے اسے
پھر ہمارے گجرے بھی ہتھکڑی لگنے لگے اسے 💔
Roman Urdu:
Jab sonay ke kangan muyassar hue ussay
Phir hamaray gajray bhi hathkari lagne lagay ussay 💔
Urdu:
تیرے گھر کی اونچی دیواروں نے۔۔۔۔۔۔
میرے حصے کا سورج بھی کھا لیا 🥀
Roman Urdu:
Tere ghar ki oonchi deewaron ne…
Mere hissay ka suraj bhi kha liya 🥀
Urdu:
میری غربت نے میری دنیا چھین لی
میری ماں تو کہتی تھی پیسہ کچھ نہیں ہوتا 😭❤️
Roman Urdu:
Meri gurbat ne meri duniya cheen li
Meri maa to kehti thi, paisa kuch nahi hota 😭❤️
Urdu:
وہ جن کے پاس ہو دولت وہ کر لیتے ہیں تعبیریں
غریبوں کے مقدر میں ہمیشہ خواب رہتے ہیں🥹
Roman Urdu:
Woh jin ke paas ho daulat, woh kar lete hain tabeerein
Ghareebon ke muqaddar mein hamesha khwab rehte hain 🥹
Urdu:
غربت نے سکھا دی میرے بچوں کو تہذیب
سہمے ہوئے رہتے ہیں شرارت نہیں کرتے💔
Roman Urdu:
Gurbat ne sikha di mere bachon ko tahzeeb
Sehme hue rehte hain, shararat nahi karte 💔
Majboori Poetry in Urdu
Majboori quotes in Urdu and majborian poetry depict the harsh realities of life where one feels trapped by circumstances. These verses tell stories of poverty and desperation, where every word carries the weight of unspoken suffering and societal neglect.

Urdu:
کتنے سادہ ہیں ۔۔۔ یہ فقیروں کے عقیدے
دیکھ لینے کو۔۔۔ ملاقات کہتے ہیں 🍂
Roman Urdu:
Kitne saadh hain… yeh faqeeron ke aqeeday
Dekh lene ko… mulaqat kehte hain 🍂
Urdu:
محبت تو بہت تھی اُس شخص ہم سے 😳
لیکن میری غُربت دیکھ کر اُس کی محبت بدل گئی🥺
Roman Urdu:
Muhabbat to bohat thi uss shaks hum se 😳
Lekin meri gurbat dekh kar uss ki muhabbat badal gayi 🥺
Urdu:
ملےگی کامیابی تو دیں گے خُود پہ توجہ ناجانےکتنےشوق دفن ہیں مُجھ میں
Roman Urdu:
Milegi kamyabi to denge khud pe tawajjo
Na jaane kitne shauq dafan hain mujh mein
Urdu:
جا غربت تیرا ککھ نہ رہ وے
میرا چن جیا ویر پردیسی کیتا ای🥺
Roman Urdu:
Ja gurbat tera kakh na rahway
Mera chan jiya veer pardesi keeta ay 🥺
Urdu:
ہم ہیں غُربت میں گزارے ہوئے ایام کی ماند
جنہیں لوگ تخت پے آتے ہی بھولا دیتے ہیں
Roman Urdu:
Hum hain gurbat mein guzare hue ayyam ki maand
Jinhe log takht pe aate hi bhoola dete hain
Ghurbat Shayari in Urdu
Ghurbat Shayari in Urdu poetically expresses the struggles of the poor. These ghurbat quotes in Urdu reflect loneliness, financial hardships, and helplessness. Each verse touches the heart, portraying the bitterness of poverty through powerful Urdu poetry that resonates with those facing similar struggles.

Urdu:
بنا کر تاج محل ایک امیر عاشق نے
ہم غریبوں کی محبت کا مزاق بنا ڈالا
Roman Urdu:
Bana kar Taj Mahal ek ameer aashiq ne
Hum ghareebon ki muhabbat ka mazaq bana dala
Urdu:
اتنا شدید غم تھا ،غم روزگار کا
تجھ سا حسیں شخص بھلانا پڑا مجھے!!
Roman Urdu:
Itna shadeed gham tha, gham rozgar ka
Tujh sa haseen shaks bhulana para mujhe!!
Urdu:
اگر چاہتے ہو کہ لڑکی تم سے وفا کرے
تو محبت کرنے سے پہلے دولت کماؤ
Roman Urdu:
Agar chahte ho ke larki tum se wafa kare
To muhabbat karne se pehle daulat kamao
Urdu:
ٹوٹی پتنگ کی ڈور تھی میرے گھر کی طرف
اسے بھی لوٹ لیا اونچے مکان والوں نے….
Roman Urdu:
Tooti patang ki dor thi mere ghar ki taraf
Use bhi loot liya unche makaan walon ne…
Urdu:
غربت نہ بھی ہو سے محبت ہار جاتی ہے
لوگ وفاؤں کے بدلے ٹھوکریں منہ پہ مار جاتے ہیں
Roman Urdu:
Gurbat na bhi ho se muhabbat haar jati hai
Log wafaon ke badle thokrein munh pe maar jate hain
Urdu:
محبت اسے بھی ہو گی مجھ سے
پر وہ کیا کرے کچا مکان ہے میرا
Roman Urdu:
Muhabbat use bhi ho gi mujh se
Par woh kya kare, kacha makaan hai mera
Urdu:
ہم ہیں غُربَت میں گُزارے ہوئے اَیَام جِنہیں
لوگ جب تَخت پہ آتے ہیں، بُھلا دیتے ہیں ۔
Roman Urdu:
Hum hain gurbat mein guzare hue ayyam jinhe
Log jab takht pe aate hain, bhoola dete hain.
Urdu:
عیادت کو میری آ کر وہ یہ تاکید کرتے ہیں
تمہیں تو ہم ہی ماریں گے ذرا سا ٹھیک ہو جاؤ
Roman Urdu:
Eyadat ko meri aa kar woh yeh takeed karte hain
Tumhein to hum hi maaren ge, zara sa theek ho jao
Urdu:
ہن لگا اے ارمان مینوں غربتاں دا،،
کولوں لنگیا سجن تے بولیا وی نئیں۔۔
Roman Urdu:
Hun laga ae armaan mainu gurbatan da,
Kolo langya sajjan te boliya vi naeen..
Gareeb Poetry Love
Gareeb poetry love captures the sorrow of love lost due to poverty. These verses, through shayari on gurbat, reveal how financial struggles destroy relationships, leaving behind only memories of what could have been—a heartbreaking reality for many.

Urdu:
غریب ہوں محبت کر نہیں سکتا
لوگ بکتے ہیں پیسوں سے خرید نہیں سکتا
Roman Urdu:
Ghareeb hoon, muhabbat kar nahi sakta
Log bechte hain paison se, khareed nahi sakta
Urdu:
پیار تو غریبی میں ہوتا ہے
پسہ دیکھ کرتو لوگ رشتے کرتے ہیں 💯
Roman Urdu:
Pyar to ghareebi mein hota hai
Paisa dekh kar to log rishte karte hain 💯
Urdu:
logo sy dosti ki thi gareebi mey gareebi dekh k
aj klaa hi reh gya hoo gareebo mey gareeb bann kr
Roman Urdu:
Logo se dosti ki thi gareebi mein, gareebi dekh kar
Aaj khala hi reh gaya hoon, gareebon mein gareeb ban kar
Urdu:
🖤 بچھڑ کے بھی تُو دل کے پاس ہے
😔 خوشی چھین لی، غم خاص ہے
🥀 چاہا تجھے، نہ ملا سکون
💔 عشق تیرا اب بھی ادھورا احساس ہے
Roman Urdu:
🖤 Bichar ke bhi tu dil ke paas hai
😔 Khushi cheen li, gham khaas hai
🥀 Chaha tujhe, na mila sukoon
💔 Ishq tera ab bhi adhoora ehsaas hai
Urdu:
غربت صرف پیسوں کی کمی کا نام نہیں،
یہ خواہشوں کے قتل کا دوسرا نام ہے۔
Roman Urdu:
Gurbat sirf paison ki kami ka naam nahi,
Yeh khwahishon ke qatl ka doosra naam hai.
Conclusion
Ghurbat poetry in Urdu is more than just words—it’s a cry of the suffering, a mirror of society’s inequalities, and an emotional outlet for those trapped in hardship. Whether it’s majboori quotes in Urdu or gareeb poetry love, these verses remind us of resilience amid struggle. Let these shayaris inspire empathy and reflection on life’s unseen battles.
Sir I see many website but your collection is amazing and I also come on your website post for copy any poetry