Judai poetry in Urdu profoundly captures the universal emotions of separation and heartache. This art form, with its melancholic beauty, offers solace to those experiencing love lost, distance from a dear friend, or the poignant solitude of life itself, making it eternally relatable.
Explore the depth of Judai shayari, from poignant two-line SMS verses to heartfelt poetry dedicated to friends and loved ones. This collection provides meaningful text that you can easily copy and paste to express your innermost feelings of longing and separation.

Dost Judai Poetry for Friends
Dost Judai poetry captures the unique void left by a friend’s absence. These heartfelt verses are dedicated to friendship, expressing the silent longing and cherished memories that make Judai poetry for friends so emotionally resonant.
میری ہر خوشی خدا کی خداٸی لے گٸی ۔۔۔۔۔۔؟
اور ہمیں تو ہمارے یار کی جدائی لے گٸی ۔۔۔۔۔۔؟
Meri har khushi khuda ki khudai le gayi?
Aur humein to humaare yaar ki judaai le gayi?
اس کی جدائی نے چھین لیا حسن میرا ورنہ
کبھی لوگ ہماری خوبصورتی کی داد دیا کرتے تھے
Us ki judaai ne cheen liya husn mera warna
Kabhi log humari khubsurti ki daad diya karte thay
لفظ جدائی سننے میں نقصان دہ لگتا ہے
مگر حقیقت میں یہ بہت آرام دہ لگتا ہے
Roman Urdu:
Lafz judaai sunne mein nuqsaan deh lagta hai
Magar haqeeqat mein yeh bohat aaraam deh lagta hai
ہائے یوں نہ بدنام کرو جدائی کو💔
یہ تو اکیلے جینے کا ہنر سکھاتی ہے 🫀
Roman Urdu:
Haaye yun na badnaam karo judaai ko
Yeh to akele jeene ka hunar sikhait hai
جاں سے ہو گئے بدن خالی 😌
جس طرف تو نے آنکھ بھر کر دیکھا 🥰
Roman Urdu:
Jaan se ho gaye badan khaali
Jis taraf tu ne aankh bhar kar dekha
تمھارے واسطے کچھ بھی نہیں بچھڑ جانا
کہ جانتے نہیں تم سانس کا اکھڑ جانا
Roman Urdu:
Tumhare waaste kuch bhi nahi bichhad jaana
Ke jaante nahi tum saans ka ukhad jaana
سمجھنے والوں نے غلط ہی سمجھا ہمیں🤌🥲
پرجیسے ہم تھے ویسا کسی نے نہ سمجھا ہمیں 💔
Roman Urdu:
Samajhne waalon ne ghalat hi samjha hamein
Jaisay hum thay waisa kisi ne na samjha hamein
Judai Poetry In Urdu
ٹوٹ کر بھی دھڑکتا رہتا ہے
دل سا کوئی وفادار نہیں دیکھا
Roman Urdu:
Toot kar bhi dhadakta rehta hai
Dil sa koi wafaadaar nahi dekha
دل میں اتنے زخم ہیں
جس کا کوئی اندازہ نہیں
دل کھول کے تمہیں کیسے دکھائیں
اس کا کوئی دروازہ ہی نہیں
Roman Urdu:
Dil mein itnay zakhm hain
Jis ka koi andaaza nahi
Dil khol ke tumhein kaise dikhayen
Is ka koi darwaaza hi nahi
ہم نے جسےجاہاوہی زخم دے گیا🥺
محبت کی تھی،سزا عمر بھر کی دے گیا💔
Roman Urdu:
Hum ne jise jaha wahi zakhm de gaya
Muhabbat thi, saza umr bhar ki de gaya
گر دش ایام میں گھبرا کرکئی بار…..🥀
تصور میں ہم نے تیرے کندھے پہ سر رکھ دیا🥺
Roman Urdu:
Gar dushman aayam mein ghabra kar kayi baar….
Tasawwur mein hum ne tere kandhe pe sar rakh diya
ہمارے بغیر بھی آباد تھیں ان کی محفلیں ❤️🩹🥀
جو کہتے تھے محفل کی رونق تم سے ہے ❤️🩹🥀
Roman Urdu:
Humare baghair bhi aabaad thein un ki mehfilein
Jo kehte thay mehfil ki ronaq tum se hai
Judai Poetry in Urdu for a Girl
This segment offers tender Judai poetry in Urdu for a girl, expressing her specific emotions of heartbreak and longing. The verses poetically describe her personal journey through love’s separation and silent suffering.

اگر وہ زندگی میں فقط ایک بار میری ہو جاتی تو میں زمانے کی ہر کتاب سے بیوفائی لفظ مٹا دیتی 🥺
Roman Urdu:
Agar woh zindagi mein sirf ek baar meri ho jaati to mein zamane ki har kitaab se bewafaai lafz mita deti
بہت رویا اس کے دروازے پر د ستک دے کر 😭
درد کی انتہا ھو گئی جب اس نے پوچھا کون ھو تم
Roman Urdu:
Bohat roya us ke darwaze par dastak de kar
Dard ki inteha ho gayi jab us ne poocha kaun ho tum
تمہارے بچھڑنے والا غم مجھے اے ماں
ملنے والی خوشیوں میں خوش نہیں ہونے دیتا 😭
Roman Urdu:
Tumhare bichhadne wala gham mujhe ae maa
Milne wali khushiyon mein khush nahi hone deta
جھانک کر دیکھا جب خود میں _😔
کئی جذبات کی لاشیں پڑی تھیں مجھ میں 💔😭
Roman Urdu:
Jhaank kar dekha jab khud mein _
Kayi jazbaat ki laashein pari thein mujh mein
رابطے توڑ گیا وہ سبھی جاتے جاتے
ملنے کا موقع بھی نہیں دیا جاتے جاتے
Roman Urdu:
Rabte tor gaya woh sabhi jaate jaate
Milne ka mauqa bhi nahi diya jaate jaate
Judai Poetry on Love and Life
Judai poetry on love beautifully intertwines with life’s inherent solitude. It articulates the deep sorrow of a heart navigating life’s journey after a beloved’s departure, making the pain of separation feel both personal and universal.
وہ کسی اور کی الفت کا ساماں ہو گئے
ہم رہ گئے بس وقت گزاری کے لیے😌
Roman Urdu:
Woh kisi aur ki ulfat ka samaan ho gaye
Hum reh gaye bas waqt guzaari ke liye
نہ جانے کس مستی میں ہوں عجب خمار میں ہوں
وہ آ کے جا بھی چکا ہے اور میں انتظار میں ہوں
Roman Urdu:
Na jaane kis masti mein hoon ajab khumaar mein hoon
Woh aa ke ja bhi chuka hai aur mein intezaar mein hoon
یوں تو آج بھی تیرا ہر غم دل دہلا دیتا ہے۔۔۔
لیکن تجھ سے جدا ہونے کا وہ پہلا ہفتہ ایک طرف
Roman Urdu:
Yun to aaj bhi tera har gham dil dila deta hai…
Lekin tujh se juda hone ka woh pehla hafta ek taraf
پوری ہو جاتی اگر کوئی اور کہانی ہوتی
یہ محبت ہے میاں ! اِس میں کسک رہتی ہے
Roman Urdu:
Puri ho jaati agar koi aur kahani hoti
Yeh mohabbat hai miyan! Is mein kask rehti hai
تھک گیا ہوں تیری آزمائشوں سے اے زندگی
بہتر ہو گا۔ تو میرا حساب کر اور مجھے جانے دے 💔
Roman Urdu:
Thak gaya hoon teri aazmaishon se ae zindagi
Behtar ho ga. Tu mera hisaab kar aur mujhe jaane de
بلاآخر ہر رشتے کا اختتام جدائی ہے
اور جدائی سے بڑی شاید کوئی تکلیف نہیں
Roman Urdu:
Bila aakhir har rishte ka ikhtitaam judaai hai
Aur judaai se badi shayad koi takleef nahi
یہ عشق، پیار، محبت، یہ الفتِ یاراں
یہ وقت کاٹنے کے دل فریب نام ہیں🖤🥀
Roman Urdu:
Yeh ishq, pyaar, mohabbat, yeh ulfat-e-yaaraan
Yeh waqt kaatne ke dil fareeb naam hain
کبھی کسی کو جدائی کا زہر نہ دینا
یہ جیتے جاگتے انسان کی خوشیاں کھا جاتی ہے💔
Roman Urdu:
Kabhi kisi ko judaai ka zeher na dena
Yeh jeetay jaagtay insaan ki khushiyan kha jaati hai
تصویریں ہی رہ جاتی ہیں پاس بس
پھر لوگ اک دوجے سے کہاں ملتے ہیں
“❤️🩹✨🌸”
Roman Urdu:
Tasveeren hi reh jaati hain paas bas
Phir log ek doosre se kahaan milte hain
مجـھ سـے نہیـں کٹتـی یہ اداس راتـیـــں🥺
کـل سـورج سـے کہــوں گـی مجھـے لـے کـر ڈوبــے
Roman Urdu:
Mujh se nahi katti yeh udaas raatein
Kal suraj se kahoon gi mujhe le kar doobay
Judai Poetry in Urdu 2 Lines SMS
Convey deep emotions concisely with Judai poetry in Urdu 2 lines SMS. These powerful, minimalist verses are perfect for text messages, delivering a profound sense of loss and separation in just a few impactful words.
یقین تھا کہ بچھڑو گے، مگر یوں نہ سوچا تھا،
کہ تم یاد بھی نہ کرو گے، اور ہم تڑپتے رہیں گے۔
Roman Urdu:
Yakeen tha ke bichhadoge, magar yun na socha tha,
Ke tum yaad bhi na karoge, aur hum tadaptay rahenge.
رابطوں میں حد اچھی لگتی ہے
میں تو ہاتھ دھو کر پیچھے ہی پڑ گئی تھی
Roman Urdu:
Rabton mein hadd achi lagti hai
Mein to haath dho kar peechay hi par gayi thi
ایک شخص سے جدا ہوئے عرصہ ہوا شوکت 🥀
سنو اس کہ کہے کچھ لفظ یاد کر کہ رو لیتا ہوں
Roman Urdu:
Ek shakhs se juda hue arsa hua Shaukat
Suno us ke kahe kuch lafz yaad kar ke ro leta hoon
فراقِ یار میں تڑپ ہی اتنی تھی دوست
ہم روتےروتےسوگئےوہ سوتےسوتےروپڑے
Roman Urdu:
Firaaq-e-yaar mein tarap hi itni thi dost
Hum rotay rotay so gaye woh sotay sotay ro paray
Judai poetry in Urdu Text
ہمیں تو بتایا گیا پھر ملیں گے ۔مجھے کیا پتہ تھا پھر
ملیں گے کا مطلب جدائی ہے محظ اِک بے وفائی ہے
Roman Urdu:
Humein to bataya gaya phir milenge. Mujhe kya pata tha phir milenge ka matlab judaai hai mehz ek bewafaai hai
تم سے جدا ہونے کے بعد سب کو لگتا ہے میں خوش ہوں
اور مجھے ڈر ہے میں خودکشی نہ کر لوں 😭
Roman Urdu:
Tum se juda hone ke baad sab ko lagta hai mein khush hoon
Aur mujhe dar hai mein khudkushi na kar loon
اسے پرواہ نہ تھی میرے بچھڑنے کی 🥀
میری چاہت نے مجھے زندہ لاش بنا دیا 💔
Roman Urdu:
Use parwaah na thi mere bichhadne ki
Meri chahat ne mujhe zinda laash bana diya
💔حصارِ ذات میں ایک آرزو مچلتی ہے 💔
کہ کوئی ہمیں بھی ڈھونڈتا ہوا آے😞
Roman Urdu:
Hisaar-e-zaat mein ek aarzu machalti hai
Ke koi humein bhi dhoondta hua aaye
ریاضی میرا کبھی پسندیدہ مضمون نہیں رہا۔۔۔۔۔۔
تم نے مجھے جدائی کے حسابوں میں ڈال دیا😫
Roman Urdu:
Riyaazi mera kabhi pasandeeda mazmoon nahi raha…
Tum ne mujhe judaai ke hisaabon mein daal diya
لمحوں میں بدل گیا لہجہ اُس کا
جس کے ساتھ صدیاں گزارنی تھی ہم کو 🥺💔
Roman Urdu:
Lamhon mein badal gaya lehja us ka
Jis ke saath sadiyan guzaarni thi hum ko
سفر طے ہوجاتے ہین منزلین ملی جاتی ہین
نہین ملتے بہیتے ہوے پل اور بچھڑے ہوے لوگ 💞🍁🌸
Roman Urdu:
Safar tay ho jaate hain manzilein mil jaati hain
Nahi miltay beetay hue pal aur bichhade hue log
بےوفا تم تھے وقت تھا یا مقدر میرا
بات اتنی ہے کہ انجام جداٸی نکلا
Roman Urdu:
Bewafa tum thay waqt tha ya muqaddar mera
Baat itni hai ke anjaam judaai nikla
اسے دکھ ہی نہیں تھا جدائی کا 🥀
بس یہی دکھ کھا گیا مجھے 🥺
Roman Urdu:
Use dukh hi nahi tha judaai ka
Bas yahi dukh kha gaya mujhe
اگر ہو کچھ امید تو، ہو جاؤں پر سکوں
اک بے وجہ سی آس ہے ، ویسے تو ٹھیک ھوں
دیکھا جو چاند کوتو، کوئی یاد آ گیا
سو دل میرا اداس ہے ویسے تو ٹھیک ہوں
Roman Urdu:
Agar ho kuch umeed to, ho jaon par sukoon
Ik be-wajah si aas hai, waise to theek hoon
Dekha jo chaand ko to, koi yaad aa gaya
So dil mera udaas hai waise to theek hoon
Judai Poetry SMS and Text Verses
Find the perfect Judai Poetry SMS to convey your feelings. This collection features short, impactful Judai poetry in Urdu text, ideal for copy and paste, allowing you to share poignant messages of separation instantly.
کہتے ہیں جدائی موت سے بدتر ہے
کاش اس سے جدائی کے وقت موت آجاتی۔۔۔
Roman Urdu:
Kehte hain judaai maut se badtar hai
Kaash us se judaai ke waqt maut aa jaati…
رکھنا تھا فاصلہ پر تم پر دل ہار بیٹھے پھر تم بھی حاصل نہ ہوئے اور خود کو بھی گواہ بیٹھے
Roman Urdu:
Rakhna tha faasila par tum par dil haar baithe
Phir tum bhi haasil na hue aur khud ko bhi gawaah baithe
سسکتے ہوئے ہاتھ چھڑانا پڑتا ہے❤🩹🥹*
کچھ محبتیں تقدیر میں نہیں ہوتیں💔😭
Roman Urdu:
Sisakte hue haath chhurana parta hai
Kuch mohabbatein taqdeer mein nahi hoti
بچھڑتے وقت کہا اس نے شاید کہ لوٹ اؤں میں۔۔۔۔۔۔
مگر پھر یہ بھی کہا کسی غلط فہمی میں مت رہنا۔۔😐💫
Roman Urdu:
Bichhadte waqt kaha us ne shayad ke laut aaon mein…
Magar phir yeh bhi kaha kisi ghalat fehmi mein mat rehna…
Conclusion
Judai poetry in Urdu remains a timeless medium to articulate the profound ache of separation. Whether for love, friends, or personal reflection, this collection offers relatable verses. Explore, copy, and share these heartfelt lines to give voice to your own unspoken emotions of judai.